Shahi Raj kachori. Shahi Raj kachori

You can have Shahi Raj kachori using 50 ingredients and 19 steps. Here is how you cook that.

Ingredients of Shahi Raj kachori
  1. You need of ingredients for dough.
  2. You need 1 cup of semolina.
  3. Prepare 1/2 cup of meda (all purpose flour).
  4. It’s 2 tsp of besan (gram flour).
  5. Prepare 2 tsp of rice flour.
  6. Prepare 1/2 tsp of salt (as per taste).
  7. It’s 1/2 cup of water as per requirement.
  8. It’s 500 gm of oil for frying.
  9. It’s of ingredients for kachori stuffing.
  10. Prepare 1 cup of boil chole chana (cheakpeas).
  11. Prepare 2 of boil poteto chopped.
  12. You need 1/2 cup of green grapes chopped.
  13. It’s 1 of anar seeds.
  14. Prepare 10 pcs of kaju chopped.
  15. You need 10 pcs of kismis.
  16. You need 4-5 of walnut ruffly chopped.
  17. Prepare of chat masala for sprinkle.
  18. Prepare 1 tsp of chopped fresh coriander.
  19. It’s 1 cup of sweet chutney.
  20. It’s 1 cup of green chutney.
  21. You need 6-7 of udad daal vade.
  22. It’s 1 cup of curd fetta huwa add 1/2 tsp sugar also.
  23. It’s of besan patali sev for garnish.
  24. You need of for vada ingredients.
  25. Prepare 1 cup of udad daal soaked.
  26. Prepare 2 of green chilly.
  27. Prepare 1 of ench ginger.
  28. Prepare 15-20 of kismis.
  29. It’s 1/2 teaspoon of salt as per taste.
  30. It’s of ingredients for green chutney.
  31. It’s 50 gm of fresh coriander.
  32. Prepare 25-30 leaves of mint.
  33. It’s 1 of ench ginger.
  34. You need 2 of green chilly.
  35. Prepare 1/2 tsp of black salt.
  36. Prepare 1 of lemon juice.
  37. Prepare 1/3 tsp of jeera powder.
  38. Prepare 2 tsp of curd.
  39. Prepare pinch of hing.
  40. You need of ingredients for sweet chutney.
  41. Prepare 50 gm of imli.
  42. You need 200 gm of khajur.
  43. You need 1/2 tsp of khada dhania.
  44. You need 1/2 tsp of red chilly powder.
  45. Prepare 1/3 tsp of kalongi.
  46. Prepare 1/4 tsp of haldi powder.
  47. You need 1/2 tsp of dhania powder.
  48. Prepare 1 tsp of salt as per taste.
  49. You need 1 tsp of jeera powder.
  50. It’s 1 tsp of ghee.
Shahi Raj kachori step by step
  1. For dahi vada: 1cup udad daal white wali soak kijiye 5-6 hr.

  2. Soak hone ke baad 3green chily or 1ench ginger ke saath mixi me pisle.

  3. Pis jane ke baad esko ek bowl me nikal de.

  4. Better me kismis 15-20kismis add kare or salt as per taste.

  5. Ek kadai me oil garam kare or vade ko deep fry kare fast to medium flame pe.

  6. Vada ready he for esko ek bowl me pani lijiye usme 15 min tak soak kar lijiye taki soft ho jaye.

  7. For green chutney fresh hara dhania,mint,chilly,ginger, black salt, lemon juice, jeera powder, punch of hing,curd sab ek saath mixi me pisle ready he green chutney.

  8. For sweet chutney imli or khajur ko wash karke cooker me 2-3 citi lagade jab boil ho jaye to usko masalke chan le taki ek sarikhi chutney bane ab ek kadai me 1tsp ghee garam kare ab usme khada dhania or kalongi add kare or imli khajoor ka pulp add karle 5-10min tak chutney ko pakane de last me sare masale add karle chutney ko thanda hone de or fridge me 15-20 din store kar sakte he ready he sweet chutney.

  9. For dough sare aate ek saath mix kare like this.

  10. Jarurat ke hisab se pani add karke na jyada tyte na patala aisa medium doe lagana he or 15-20rest dena he.

  11. 20min ke rest ke baad ready he doe kachori banane ke liye.

  12. Ab eski ek sarikhi loyi banale.

  13. Ab uski kachori bele patali sab jagah se ek sarikhi belani he.

  14. Ab esko garam oil me fry kare uper se garam oil dalate jaye taki ful jaye puri tarah se or palat de medium gas pe fry kare.

  15. Kachori ready he fry hone ke baad aise sari kachori fry karde oe 3-4 hr tak open hi rakhe dhakana nahi he taki crispe ho jaye.

  16. Ab sari chize ready he stuffing bharenge step by step.

  17. Pehle kachori crispe ho gayi hogi usme middle be hole kare sabse pehle vada todke add kare then boil alu ke thode pcs, boil cheakpeas then sprinkle chat masala, ab green grapes ke pcs add kare anar ke dane kismis kaju walnut add kare uper se green chutney add kare then sweet chutney last me curd add kare uske uper or sweet chutney or green chutney sprinkle some chat masala uper se anar ke dane green grapes se garnish kare last me besan ki patali serv se garniah kare ready he chatpati chat.

  18. Aap chahe wese garnish kar sakte he.

  19. Mene kele ke patte pe presentation kiya he hope aapko meri rcp pasand aayi hogi.